menu-iconlogo
logo

Teri Masumiyat Short Ost Bezubaan Ishq

logo
歌詞
Oooo... oooo...

Oooo... oooo...

Teri masumiyat ne humein

Banjara bana diya

Teri masumiyat ne humein

Banjara bana diya

Ke mann bhatke teri aur baar baar

Ke mann bhatke teri aur baar baar

Tune aisa kya kiya

Teri masumiyat ne humein

Banjara bana diya

Teri masumiyat ne humein

Banjara bana diya

Pata nahin tha pyaar mein

itna Meetha dard hota hai

Unko leke kabhi kabhi Dil

bachcha ban ke rota hai

Pata nahin tha pyaar mein

itna Meetha dard hota hai

Unko leke kabhi kabhi Dil

bachcha ban ke rota hai

Teri pehli nazar ne

humein Khud se judaa kiya

Teri pehli nazar ne humein

Khud se judaa kiya

Ke mann bhatke teri aur baar baar

Ke mann bhatke teri aur baar baar

Tune aisa kya kiya

Teri masumiyat ne humein

Banjara bana diya

Teri masumiyat ne humein

Banjara bana diya

Teri masumiyat ne humein

Banjara bana diya

Teri Masumiyat Short Ost Bezubaan Ishq sheena/MANISH - 歌詞和翻唱