Raaste Khushfameiyan
Ab reh gaye hain darmiyan
Maine pyaar tujhse hai kiya
Tanha tere bin main raha
Manzilen hai farebiyan
Jo asar tera mujh pe hua
Ke tera mera pyaar
Kyun yeh aitbar karne laga
Haan meri jaan tera deedar karda rawaan
Guzare the jo pal paake tujhe darbadar
Ki toone mera dil khud se juda kar diya
Tumhi ho pass mere, tumhi the sath mere
Tumse hi hasil hua mujhko mera pata
Chaha jo tumko sada
Payan yoon khud ko zara
Lamhe wo dhundhun kahaan
Itna mujhe bata
Ye ishq to laazmi hai
Har dard mein tu basi hai
Sansoon ko teri kami hai
Ab rehna bin tere
Dhadkanein hain sikayatein
Kyon thamm gaye ke dil yahaan
Ke tera mera pyaar
Kyon yeh aitbaar karne laga
Haan meri jaan tera deedar karda rawaan
Guzare the jo pal paake tujhe darbadar
Ki tune mera dil khud se juda kar diya