Sau dard hain, sau raahtein 
Sab mila dilanashin 
Ek tu hi nahin... 
Sau dard hain, sau raahtein 
Sab mila dilanashin 
Ek tu hi nahin... 
Rukhi-rukhi see ye haea 
Aur sookhe pattey kee tarah 
Shahar kee sadkon pe main 
Laavaaris udata hua 
Sau raaste 
Par teri raah nahin. 
Sau dard hain, sau raahtein 
Sab mila dilanashin 
Ek tu hi nahin... 
Bahata hai paani, bahane de 
Vaqt ko yoon hee rahne de 
Dariyaa ne karavat lee hai to 
Sahilon ko sahane de 
Sau hasaraten 
Par tera gam nahin... 
Sau dard hain, sau raahtein