Mere haalat aisi hai ki main kuch kar nahin sakti
Meri haalat aisi hai ki main kuch kar nahin sakti
Tadapta hai yeh dil lekin main aahein bhar nahin sakti
Zakhm hai hara
Hara aur tum chot khaane ki baat karte ho zindagi
Khafa khafa aur tum dil lagane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur
Tum muskurane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur
Tum dil lagane ki baat karte ho
Kabhi jo khwab dekha to mili parchhaiyan mujhko
Kabhi jo
Khwab dekha to mili parchhaiyan mujhko mujhe mehfil
Ki khwahish thi mili tanhaiyan
Mujhko har taraf dhuaan dhuaan aur tum
Aashiyane ki baat karte ho zindagi khafa
Khafa aur tum dil lagane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur
Tum muskurane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur
Tum dil lagane ki baat karte ho