Beqarar dil, tu gaaye ja
Khushiyo se bhare, wo tarane
Jinhe sunke, duniya jhoom uthe
Aur jhoom uthe dil, deewane
Beqarar dil, tu gaaye ja
Khushiyo se bhare, wo tarane
Jinhe sunke duniya jhoom uthe
Aur jhoom uthe dil, deewane
Beqarar dil, are tu gaye ja
Raag ho koi milan ka
Sukh se bhari, sargam ka
Yug yug ke, bandhan ka
Saath ho lakhon janam ka
Aise hi bahare, gaati rahe
Aur sajte rahe, weerane
Jinhe sunke, duniya jhoom uthe
Aur jhoom uthe dil deewane
Beqarar dil, tu gaaye ja
Raat yunhi tham jayegi
Rut ye hasin, muskayegi
Bandhi kali, khil jaayegi
Aur shabnam, sharmayegi
Pyar ki wo, aise nagme
Jo ban, jaye, afsaane
Jinhe sunke, duniya jhoom uthe
Aur jhoom uthe dil deewane
Beqarar dil, tum gaaye ja
Dard mein doobi, dhun ho
Seene mein ek, sulgan ho
Saanso mein halki, chubhan ho
Sehami hui, dhadkan ho
Dohrate rahe, bas geet naye
Duniya se rahe, begaane
Jinhe sunke, duniya jhoom uthe
Aur jhoom uthe dil, deewane
Beqarar dil, tu gaaye ja
Khushiyo se bhare wo tarane
Jinhe sunke, duniya jhoom uthe
Aur jhoom uthe dil deewane
Beqarar dil, tu gaaye ja