Kisi shaam ki tarah
Tera rang hai khila
Main raat ek tanha
Tu chand sa milla
Haan tujhe dekhti rahi
Kissi khwab ki tarah
Jo ab samne hai tu
Ho kaise yakeen bhala...
Toota jo kabhi tara
Sajna ve
Tujhe rab se maanga
Rab se jo maanga
Mileya ve
Tu mileya toh
Jaane na doongi main
ha...
ha...
ha..oh...
ha...oh....oh...
Itni bhi haseen
main nahi.. hoon yaara ve
Mujhse bhi haseen toh tera yeh pyar hai
Haan itni bhi haseen
main nahi hoon yaara ve
Mujhse bhi haseen tera pyar...
Ye tere mera pyar ye
Jaise khwab aur dua
Haan sach kar raha inhe
Dekho mera khuda
Toota jo kabhi tara
Sajna ve
Tujhe rab se maanga
Rab se jo maanga
Mileya ve
Tu mileya toh
Jaane na doongi main
ho...oh....
ho...oh....
ho...oh...