Yeh shahar hai aman ka (aman ka)
Yaha ki fiza hai nirali
Yaha pe sab shanti hai
Yaha pe sab shanti hai
Yaha dhoop hai
Yaha chhaon hai
Yaha chandni raat hai
Yaha roop hai
Yaha rang hai
Yaha husn ki bat hai
Yaha khwab hai
Yaha jashn hai
Yaha mehfile hai jawan
Yaha shokhiyan
Madhoshiyan. yaha har taraf mastiyan
Yeh shahar h aman ka
Yaha ki fiza h nirali
Yaha pe sab shanti hai
Yaha pe sab shanti hai
Yaha raag hai
Yaha paag hai
Yaha dil me bas pyar hai
Yaha dosti
Yaha jindagi
Dushman yaha yar h
Yaha chahte
Yaha rahten
Yaha chand taaren mile
Yaha sardiyan
Yaha garmiyan
Yaha saare mausam khile
Yeh shahar hai aman ka
Yaha ki fiza ki nirali
Yaha pe sab shanti hai
Yaha pe sab shanti hai