Kaise kahun ishq mein
Tere kitna hun betaab main
Aankhon se
Aankhe mila ke chura lun tere khwaab main
Kaise kahun ishq mein
Tere kitna hun betaab main aankhon se
Aankhein mila ke chura lun tere khwaab main
Mere saaye
Hain saath mein
Yaara jis jagah tum ho main jo jee raha hun
Wajah
Tum ho
Wajah tum ho hai ye nasha ya hai zehar iss
Pyar ko hum kya naam dein hai
Ye nasha ya hai zehar iss pyar ko
Hum kya naam dein kab se
Adhuri hai ik daastaan aaja ise aaj anjaam
Dein tumhe bhulun kaise main meri
Pehli khata tum ho main jo jee raha hun
Wajah tum ho wajah tum ho
Kya jaane tu mere
Iraade le jaunga saansein chura ke
Saansein chura ke kya jaane
Tu mere iraade le jaunga
Saansein chura ke dil keh
Raha hai gunehgaar ban ja bada
Chain hai inn gunaahon se aage
Main gumshuda si raat hun
Meri khushnuma
Subah tum ho main jo jee raha hun
Wajah tum ho wajah tum ho