Haea kah rahee hai, ghata kah rahee hai, "haseen ye nazaaraa hai
Dil hee ye samjhegaa, dil hee ye jaanegaa, dil ka ishaara hai"

Mohabbat ne mohabbat ko mohabbat se pukaaraa hai

Mohabbat se meri jo aankhen milee to mohabbat main karne lagaa
Jo dekhi mohabbat kee deewangi to mohabbat pe marne lagaa
Mohabbat ko to chain aaye, meri jaan, mohabbat kee agosh mein
Mohabbat se milke, deewaane, rahe naa mohabbat kabhi hosh mein
Mera dil, meri jaan, too mera aramaan
Muje to teri kuubasurat javaan in adaon ne maara hai
Zaraa puch maine binaa tere kaise ye lamhaa guzaaraa hai
Mohabbat ne mohabbat ko mohabbat se pukaaraa hai
Mohabbat ne mohabbat ko mohabbat se pukaaraa hai
Mohabbat, mohabbat tere dil pe likh doon, mohabbat mera naam hai
Mohabbat se badh ke nahin kaam koyi, mohabbat mera kaam hai
Mohabbat ko dekhoon, mohabbat ko chaahoon, mohabbat se baathen karoon
Mohabbat kabhi door jae jo mujse, mohabbat mein aahen bharoon
Ye vaadaa toote naa, ye daaman chhute naa
Mohabbat ne mohabbat ko mohabbat se pukaaraa hai
Mohabbat ne mohabbat ko mohabbat se pukaaraa hai
Haea kah rahee hai, ghata kah rahee hai, "haseen ye nazaaraa hai
Dil hee ye samjhegaa, dil hee ye jaanegaa, dil ka ishaara hai"
Mohabbat ne mohabbat ko mohabbat se pukaaraa hai
Mohabbat ne mohabbat ko mohabbat se pukaaraa hai
Pukaaraa hai, pukaaraa hai
Pukaaraa hai, pukaaraa hai