Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye
...
Yaar Tu Aaja
...
Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye
Yaar Tu Aaja
...
Har Pal Yaad Satati Hai Ho..
Har Pal Yaad Satati Hai
Ek Jhalak DikhLa Jaa
Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye
Yaar Tu Aaja
Kasmein Wafa Ki Torr Na Dena
Bhol Na Jana Waadon Ko
Dil Se Lagaye Baitha Har pal
Yaar Mein Teri Yaadon Ko
Dhond Raha Hoon Main Tujh ko
Chain Nahein Ek Pal Mujh ko
Dhond Raha Hoon Main Tujh ko
Chain Nahein Ek Pal Mujh ko
Phir Betaab Hua Ye Dil Ho..
Phir Betaab Hua Ye Dil
Dil Ko Mere Behla Jaa
Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye
Yaar Tu Aaja
...
Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye
Yaar Tu Aaja
......
Aa Aa Aaaaa…Aa
Aa Aa Aaaaa…Aa
......
Duniya Ki Baaton Par Na Jana
Duniya To Kehti Rehti Hai
Main Tarrapta Hoon Aur Tu Bhi
Dard Hazaron Sehti Hai
Aa Jaa Mita de Ye Doori
Pyaar Mein Kaisi Majboori
Aa Jaa Mita de Ye Doori
Pyaar Mein Kaisi Majboori
Apna Pyaar Yehi Hai Kyaa Ho..
Apna Pyaar Yehi Hai Kyaa
Aaj Mujhe Batla Jaa
Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye
Yaar Tu Aaja
...
Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye
Yaar Tu Aaja
...
Har Pal Yaad Satati Hai Ho..
Har Pal Yaad Satati Hai
Ek Jhalak Dikhla Jaa
Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye
Yaar Tu Aaja
Ho Yaar Tu Aaja
Ho Yaar Tu Aaja