menu-iconlogo
logo

Suraj hua maddham

logo
歌詞
Suraj hua maddham chaand jalne laga

Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga

Suraj hua maddham chand jalne laga

Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga

Main thehra raha, zameen chalne lagi

Dhadka yeh dil, saans thamne lagi

Hoo kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Suraj hua maddham, chaand jalne laga

Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga

Main thehri rahi, zameen chalne lagi

Dhadka yeh dil, saans thamne lagi

Haan, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

follow

ANEEZ

Suraj hua maddham UnplUgged - 歌詞和翻唱