logo

Mukhtalif

logo
الكلمات
Mukhtalif si baato ko mai sunta nahi ab

Taqleefo se guzarta hun par ginta nahi ab

Seedhi baatein usko lagti shayari ke jaisi

Aur mai seedha to nahi hun

Lagta haaye hi lagegi

Guzar raha hai waqt humne pakdda hi kaha tha

Ret hai fisal gya jo jakdda hi kaha tha

Umeed hai zamaane se

Ki mehfeelon mein milte hi

Tum haath bas badhana

Aur hum choddenge zamana

Umeed choddi aaya maiinnnn

Bina dhoop hi tera saaya mainnnnn

Ab na sun na hai ye shor sharaabaa

Kyunki Chuppi toddi aaya maiinnnn

Mujhko kehna tha jo kehdiya hai

Lagne case mujhpe sau dafaa hain

Darr ni rakha kabhi haarne ka

Umeedein tooti har dafaa hain

Mukhtalif si baato ko mai sunta nahi ab

Taqleefo se guzarta hun par ginta nahi ab

Seedhi baatein usko lagti shayari ke jaisi

Aur mai seedha to nahi hun

Lagta haaye hi lagegi

Mukhtalif si baato ko mai sunta nahi ab

Taqleefo se guzarta hun par ginta nahi ab

Seedhi baatein usko lagti shayari ke jaisi

Aur mai seedha to nahi hun

Lagta haaye hi lagegi

Raat beeti

Galtiyan bhi

Teri yaadein bhi

Tere bina din mera

Lagta kyu theek

Raat beeti

Galtiyan bhi

Teri yaadein bhi

Tere bina din mera

Lagta kyu theek

Haarne ke baad waali Jeet ka ye jo maza hai

Bakhuda ye mujhko baar baar haarne ki aadat na ho

Tera saamne se muskura ke jaana gar saza hai

Bakhuda saza me doob jaane se meri shahadat na ho