Shama kahe parvane se pare chala ja
Meri tarah jaal jayega yanha nahi aa
Wo nahi sunta usko jaal jana hota hai
Har khusi se har gum se begana hota hai
Pyar diwaan hota hai mastana hota hai
Har khusi se har gum se begana hota hai
Raat kali ek khwab main aai
Aur gale ka haar hue
Raat kali ek khwab main aai
Aur gale ka haar hue
Subah ko jab hum need se jage
Aankha unise chaar hue
Raat kali ek khwab main aai
Aur gale ka haar hue
Jis roj se dekha hai usko hum shama jalana bhul gaye
Dil thamke aise baithe hai kahi aana jana bhul gaye
Ab athopeher in aankho main wo chanchal mukhda rehta hai
Mere samne wali khidki main ek chand ka tukda rehta hai
Ek ajanabi hasina se yu mulakat ho gayi
Fir kya hua ye na pucho kuch aisi baat ho gayi
Zindagi ka sagar hai ye kaisa safar
Koi samja nahi koi jana nahi
Hai ye kaisi dagar chalte hai sab magar
Koi samja nahi koi jana nahi
Ye sham mastani madhosh kiye jaye
Muje dor koi khiche teri orr liye jaye
Ye sham mastani
Ye jeevan hai iss jeevan ka yahi hai yahi hai yahi hai ranga rup
Thode gum hai thodi khusiya yahi hai yahi hai yahi hai chav dhoop
Ye jeevan hai