logo

Legends Of 70s

logo
الكلمات
Chand mera dil

Chandni ho tum

Chand se hai door chandni kaha

Gum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam

Par tumhe likh nahi paun main usaka naam

Haay raam ha ha ha

Ha meri bheegi bheegi si palkon pe rah gaye

Jaise mere sapne bikhar ke

Jale man tera bhi kisi ke milan ko

Anamika tu bhi tarse

Kya hua tera vaada

Woh kasam woh iraada

Bhoolega dil jis din tumhe

Woh din zindagi ka aakhri din hoga

Kya hua tera vaada

Rangeela re

Tere rang mein yun ranga hai mera man haye

Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan

Ho rangeela re

Ye shaam mastani madhosh kiye jaye

Mujhe dor koi khinche teri ore liye jaye

Ye shaam mastani

Ehsaan tera hoga mujh par

Dil chahta hai woh kehne do

Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai

Mujhe palko ki chaanv mein rehne do

Ehsaan tera hoga mujh par

Chadhti jawani meri chal mastani

Tune kadar na janee rama

Chadhti jawani meri chal mastani

Tune kadar na janee rama

Haye rama haye rama

Ek ajnabi hasina se yun mulaaqat ho gayi

Phir kya hua yeh na pucho kuch aisi baat ho gayi

Kitna pyara wada hai in matwali aankho ka

Is masti mein sujhe na kya kar dalun haal mohe sambhal

Ho jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar

Ke pyala tere naam ka piya

A gir jaoongi main mar jaoongi

Jo tune mujhe thaam na liya o sau rabb di

Pyaar deewana hota hai mastana hota hai

Har khushi se har gham se begana hota hai

Aane se uss ke aaye bahar

Jaane se uss ke jaaye bahar

Badi mastani hai meri mehbooba

Meri zindagani hai meri mehbooba

Salam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo

Tum humse pyaar karne ki zara si bhool kar lo

Mera dil bechain

Mera dil bechain hai hamsafar ke liye

Mera dil bechain hai hamsafar ke liye

O mere dil ke chain

Chain aaye mere dil ko dua kijiye

O mere dil ke chain

Chain aaye mere dil ko dua kijiye

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churana sanam

Badalke meri tum zindagani

Kahin badal na jaana sanam

Tu abse pehle sitaron mein bas rahi thi kahi

Tuhje zameen pe bulaya gaya hai mere liye

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye

Zindagi ka safar hai ye kaisa safar

Koi samjha nahi koi jana nahi

Aaj mausam bada beiman hai bada

Beiman hai aaj mausam

Pardesiya yeh sach hai piya

Sab kehte hain maine tujhko dil de diya

Ho main kehti hoon tune mera dil le liya

Ha tere bina zindagi se koi shikwa to nahi

Shikwa nahi shikwa nahi shikwa nahi

Acha to hum chalte hain

Phir kab miloge jab tum kahoge

Jumme raat ko haan aadhi raat ko

Vaheen jaha koi aata jaata nahi

Roop tera mastana pyar mera diwana

Bhool koi humse na hojaye

Roop tera mastana pyar mera diwana

Bhool koi humse na hojaye

Ek pyaar ka nagma hai maujo ki rawani hai

Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

Ek pyaar ka nagma hai