logo

Ajnabi Shahar Ke Ajnabi Raste

logo
الكلمات

Ajnabi shahar ke ajnabi raste,

Meri tanhai par muskurate rahe,

Ajnabi shahar ke ajnabi raste,

Meri tanhai par muskurate rahe,

Ajnabi shahar ke ajnabi raste,

Meri tanhai par muskurate rahe,

Mai bahot der tak yun hi chalta raha,

Mai bahot der tak yun hi chalta raha,

Tum bahot der tak yaad aate rahe..

Ajnabi shahar ke ajnabi raste,

Meri tanhai par muskurate rahe,

zehar milta ra zehar pite rhe,

zehar milta ra zehar pite rhe,

Roz marte rahe roz jeete rahe,

zehar milta ra zehar pite rhe,

Roz marte rahe roz jeete rahe,

zindagi bhi hume aazmati rahi,

zindagi bhi hume aazmati rahi,

Or hum bhi use aazmate rahe.

Ajnabi shahar ke ajnabi raste,

Meri tanhai par muskurate rahe,

zakhm jab bhi koi zahn o dil par laga

zakhm jab bhi koi zahn o dil par laga

zindagi ki taraf ek darichaa khula,

zakhm jab bhi koi zahn o dil par laga

zindagi ki taraf ek darichaa khula

hum bhi goya kisi saaz ke taar hai

hum bhi goya kisi saaz ke taar hai

chot khaate rahe goonguna te rahe.

Ajnabi shahar ke ajnabi raste,

Meri tanhai par muskurate rahe,