sher ke phool kitaabon se nahin
zulf ki chhaon se hum chunte hain
log honthon se suna karte hain
hum nighahon se gazal sunte hain
mile kisi se nazar to samjho
gazal huyi
mile kisi se nazar to samjho
gazal huyi
rahe na apni khabar to samjho
oo oo
rahe na apni khabar to samjho
gazal huyi
mile kisi se nazar to samjho
gazal huyi
mile kisi se nazar to samjho
gazal huyi
mila ke nazron ko vaalehaana
haya se phir
mila ke nazron ko vaalehaana
haya se phir
mila ke nazron ko vaalehaana
haya se phir
mila ke nazron ko vaalehaana
haya se phir
jhuka le koi nazar to samjho
gazal huyi
jhuka le koi nazar to samjho
gazal huyi
rahe na apni khabar to samjho
gazal huyi
mile kisi se nazar to samjho
gazal huyi
idhar machal kar unhen pukare
junoon mera
idhar machal kar unhen pukare
junoon mera
idhar machal kar unhen pukare
junoon mera
idhar machal kar unhen pukare
junoon mera
dhadak uthe dil udhar to samjho
gazal huyi
dhadak uthe dil udhar to samjho
gazal huyi
rahe na apni khabar to samjho
gazal huyi
mile kisi se nazar to samjho
gazal huyi
udaas bister ki silwaten
jab tumhein chubhen
udaas bister ki silwaten
jab tumhein chubhen
udaas bister ki silwaten
jab tumhein chubhen
udaas bister ki silwaten
jab tumhein chubhen
na so sako raat bhar to samjho
gazal huyi
na so sako raat bhar to samjho
gazal huyi
rahe na apni khabar to samjho
gazal huyi
mile kisi se nazar to samjho
gazal huyi
wo badgumaan hon to sher soojhe
na shayari
wo badgumaan hon to sher soojhe
na shayari
wo badgumaan hon to sher soojhe
na shayari
wo badgumaan hon to sher soojhe
na shayari
wo meherbaan hon zafar to samjho
gazal huyi
wo meherbaan hon zafar to samjho
gazal huyi
rahe na apni khabar to samjho
rahe na apni khabar to samjho
gazal huyi
mile kisi se nazar to samjho
gazal huyi
mile kisi se nazar to samjho
gazal huyi
to samjho gazal huyi
to samjho gazal huyi