Ajnabi Shehar mein
,ajnabi raste
Meri tanhai par
muskurate rahe
Ajnabi Shehar mein
ajnabi raste
Meri tanhai par
muskurate rahe
Mai bahot der tak
yun hi chalta raha
Mai bahot der tak
yun hi chalta raha,
Tum bahot der tak
yaad aate rahe
Ajnabi Shehar mein ajnabi raste
Meri tanhai par
muskurate rahe
Zehar milta raha, Zehar pite rahe
Roz marte rahe, roz jeete rahe
zehar milta raha, jahar pite rahe
Roz marte rahe, roz jeete rahe
zindagi bhi hume ,aazmati rahi,
zindagi bhi hume ,aazmati rahi,
aur hum bhi use, aazmate rahe
Ajnabi Shehar mein ajnabi raste,
Meri tanhai par
muskurate rahe,
zakkham jab bhi koi
zehan o dil par laga
zindagi ki taraf
ik darichaa khula
zakkham jab bhi koi
zehan o dil par laga
zindagi ki taraf
ik darichaa khula
hum bhi goya kisi
saaz ke kaar hain
hum bhi goya kisi
saaz ke kaar hain
chot khate rahe
gungunate rahe
Ajnabi Shehar mein ajnabi raste,
Meri tanhai par
muskurate rahe