Mere sapnon ka wo raja
Mere dil ka wo rajkumaar
Main to uski deewani banoongi
Uspe aane laga mujhko pyaar
Karti hoon uska main ab intezaar
Ye to hai tujhko pata
Aye
Hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Mere sapnon ka wo raja
O mere sapnon ka wo raja
Mere dil ka wo rajkumaar
Main to uski deewani banoongi
Uspe aane laga mujhko pyaar
Karti hoon uska main ab intezaar
Ye to hai tujhko pata
Aye
Hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Koi baat hai us mein poochho na
Wo jo aaya pasand mujhko
O koi baat hai us mein poochho na
Wo jo aaya pasand mujhko
O tune aaj mujhe pehchana hai
Maine maana akkal hai tujhko
Main to tere chakkar mein aaoongi nahin
Main to tere chakkar mein aaoongi nahin
Kitna bhi mujhko pata
Aye
Hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Tere sapnon mein jo aata hai
Wahi dilbar hoon main jaana
O tere sapnon mein jo aata hai
Wahi dilbar hoon main jaana
Wo to aur koi duja hai
Mera majnu mera deewana
Haal tu kya jaane tere majnu ka
Haal tu kya jaane tere majnu ka
Hoga kurta bhi sala phata
Aye
Hata saawan ki ghata
Aye aye
Hata saawan ki ghata
O mere sapnon ka wo raja
Mere dil ka wo rajkumar
Main to uski deewani banoongi
Uspe aane laga mujhko pyaar
Karti hoon uska main ab intezaar
Ye to hai tujhko pata
Aye
Hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata