
Baahon Ke Daramiyaan
baahon ke darmiyaan
do pyar mil rahe hai
baahon ke darmiyaan
do pyar mil rahe hai
jane kya bole mann
dole sun ye badan
dhadhkan bani juban
baahon ke darmiyaan
do pyar mil rahe hai
jane kya bole mann
dole sun ye badan
dhadhkan bani juban
baahon ke darmiyaan
khulte band hote
labon ki ye ankahi
khulte band hote
labon ki ye ankahi
mujhse keh rahi hai
ki badne de bekhudi
mil yun ki doudh jaye
nas nas mein bijiliyaan
baahon ke darmiyaan
do pyar mil rahe hai
jane kya bole mann
dole sun ye badan
dhadhkan bani juban
baahon ke darmiyaan
aasmaa ko bhi ye
hasee raaz hai pasand
aasmaa ko bhi ye
hasee raaz hai pasand
uljhi uljhi saanson ki
aawaaz hai pasand
moti luta rahi hai
saawan ki badaliyaan
baahon ke darmiyaan
do pyar mil rahe hai
baahon ke darmiyaan
do pyar mil rahe hai
jane kya bole mann
dole sun ye badan
dhadhkan bani juban
baahon ke darmiyaan