logo

Hai Rama Ye Kya Hua

logo
الكلمات
Hai rama ye kya hua kyon

aise humein sataane lage

Tum itni pyaari ho saamne

hum kaabu mein kaise rahein

Jaao humko to aati sharam hai

Teri aisi ada pe to fida hum hain

Hai rama ye kya hua kyon

aise humein sataane lage

Tum itni pyaari ho saamne

hum kaabu mein kaise rahein

Jaao humko to aati sharam hai

Teri aisi ada pe to fida hum hain

Tauba meri tauba ab kya sitamb hai

Kaise zidd karne lage

Jaane tumne kya kya socha aage aage

Hum to ab darrne lage

Arre socha hai yehi raat aur din

Tujhe pyaar karenge hum

Darrte ho kyon o jaaneman

Mere pyaar se

Hai rama ye kya hua kyon

aise humein sataane lage

Tum itni pyaari ho saamne

hum kaabu mein kaise rahein

Jaao humko to aati sharam hai

Teri aisi ada pe to fida hum hain

Hai rama ye kya hua kyon

aise humein sataane lage

Tum itni pyaari ho saamne

hum kaabu mein kaise rahein

Kaali kaali zulfein gori gori baahein

Mujhko tadpaane lagin

Honth bheege bheege nasheeli ye aankhein

Pyaas ko jagaane lagin

Chhodo na aisi baaton ko

Kyon kaun raahon ko

Modo na meri baahon ko

Jaane do na

Hai rama ye kya hua kyon

aise humein sataane lage

Tum itni pyaari ho saamne

hum kaabu mein kaise rahein

Jaao humko to aati sharam hai

Teri aisi ada pe to fida hum hain

Hai rama ye kya hua kyon

aise humein sataane lage

Tum itni pyaari ho saamne

hum kaabu mein kaise rahein

Jaao humko to aati sharam hai

Teri aisi ada pe to fida hum hain.

Hai Rama Ye Kya Hua لـ Harry Harlan - الكلمات والمقاطع