Tu jo rahe ya na rahe kal
Sapne sab naam tere
Panno pe syahi se hum sukhe huye mitne lage
Bikhre huye baaton mein hum
Khud ko yun khote chale
Kho jaye khusbu jaise phoolo ki shakho pe
Baarish ki pehli boond tum
Meri rooh mein chaand se gire yun
Milke woh yaadon se teri
Bujhti rahe jalti rahe kyun
Lau si jale jalke bujhe
Tu naa jaane hua kya hai
Lapton main jhanke jaise
Raakhe hue khone lage
Behte hue patto se hum jane kahan pahunche
Bichhde ho milke jaise
Raahein do raahon ke
Rahat bhi saanson ko mili
Par aahate teri rahin
Sapno mein tere hi diye
Bujhte rahe jalte rahe kyun