huatong
huatong
pritam-chakrabortyarijit-singhraambo-2-pyaar-hota-kayi-baar-hai-from-tu-jhoothi-main-makkaar-cover-image

Pyaar Hota Kayi Baar Hai (From "Tu Jhoothi Main Makkaar")

Pritam Chakraborty/Arijit Singh/Raambo-2huatong
quette1013huatong
الكلمات
التسجيلات
Ishaq, mere yaara (oh-oh, mere yaara)

Tu kar le dobara (kar le dobara)

Bas ik baar mein hi (ik baar mein hi)

Bhare na dil bechara (bhare na dil bechara)

Sang rehne ke shaam-savere

Kya karne hain waade bathere?

Hai zindagani agar chaar din ki

Toh lene hi kyun saat phere?

Tune jawaani mein seekha

Na jaane kahaan ka saleeqa

Jo pehle hi break up mein

Dil ne tere give up kar diya

Ek baar hi kiya toh, yaaron, pyaar kya kiya?

Ek baar hi kiya toh, yaaron, pyaar kya kiya?

Pyaar hota, hota, hota kayi baar hai

Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya?

Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya?

Pyaar hota, hota, hota kayi baar hai

Pyaar hota, hota, hota kayi baar hai

Pehli mohabbat mein toh lagta yahi hai, darling

"Mar jaaunga, jo mujhko yeh na mili"

Agli dafa mohabbat hoti hai toh lagta hai

"Yeh waali mujhko pehle kyun na mili?"

Woh dil kya bhala, jo toota na kabhi

Pehli dafa chot khaa ke

Kyun dil ko lagana hi chhodein?

Sab kuch mohabbat mein chalta hai

Toh kyun na do-chaar dil hum bhi todein

Tune jawaani mein seekha

Na jaane kahaan ka saleeqa

Jo pehle hi break up mein

Dil ne tere give up kar diya

Ek baar hi kiya toh, yaaron, pyaar kya kiya?

Ek baar hi kiya toh, yaaron, pyaar kya kiya?

Pyaar hota, hota, hota kai baar hai

Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya?

Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya?

Pyaar hota, hota, hota kayi baar hai

Pyaar hota, hota, hota kayi baar hai

Let's go, let's go

Tainu pyaar di lod ae

Chahida kinna ve? (Bolo-bolo)

Kadi dass de yaar nu

Enna-enna ve

Say, "No," say, "No"

Tainu pyaar di lod ae

Chahida kinna ve? (Bolo-bolo)

Tuhadi khidmat vich haazir

Eh lo, eh lo

Pyaar hota, hota, hota kayi baar hai

Pyaar hota, hota, hota kayi baar hai

Ho, pyaar hota, hota, hota kayi baar hai

Pyaar hota, hota, hota kayi baar hai

المزيد من Pritam Chakraborty/Arijit Singh/Raambo-2

عرض الجميعlogo

قد يعجبك