Kitna pyara wada hai
In matavaali aankho kaa
Film Caravan (1971)
Golden Buddies...
M:O soniye mar sutiya
Kitna pyara wada
Kitna pyara wada
Hai in matavali aankho ka
Is masti me sujhe na
Kya kar dalun haal
Mohe sambhaal
O saathiya o beliya
F:Kitna pyara wada
Hai in matavali aankho ka
Is masti me sujhe na
Kya kar dalun haal
Mohe sambhal
INTERLUDE
Ho ujala ya andhera
Kahi na chhute hath tera
Koi mera na tere bin
Piya nibhana sath mera
M:Are kora kora gora gora
Ye ang tora haay
Pagal mohe bana diya
Kitna pyara wada hai
In matavali aankho ka
Is masti me sujhe na
Kya kar dalun haal
Mohe sambhal
INTERLUDE
Barso maine man jalaya
Mili palko ki tab ye chhaya
Kante mere tan me tute
Gale se tune jab lagaya
F:O saiya pyare chalata
Ja re baiya dare haay
Garava tohe laga liya
Kitna pyara wada hai
in matavali aankho ka
Is masti me sujhe na
Kya kar daalun haal
Mohe sambhal
INTERLUDE
Roz utha ke ye nayanva
Chhua karungi tora manva
Jaise pahli bar chaha
Sada chahungi mai sajanva
M:Haay tere naina mere naina
Phir kya kahna haay
Kya kya na maine pa liya
Kitna pyara wada hai
In matavali aankho ka
Is masti me sujhe na
Kya kar dalun Haal
Mohe sambhal
F:O saathiya o beliya
Kitna pyara wada hai
In matvaali aankho ka
Is masti me sujhe
Na kya kar dalun haal
Mohe sambhal
O saathiya o beliya
O saathiya o beliya
Happy Singing...
Be happy and spread happiness always...
Golden Buddies...