Tujhe jeevan ki dor se
Bandh liya hai, bandh liya hai
Tere zulmo sitam sar aankhon par
Maine badle mein pyaar ke
Pyar diya hai pyar diya hai
Teri khushiyaan aur Ghum sar aankhon par
Tujhe jeevan ki dor se
Bandh liya hai bandh liya hai
Tere zulm o sitam sar aankhon par
Apsara koyee aaye to dekhoon nahin
Koi behkaaye hans ke to behkoon nahin
Apsara koyee aaye to dekhoon nahin
Ho Koi behkaye hans ke to behkoon nahin
Tore matware nainon ne jaadoo kiya
Ho tore matware nainon ne jaadoo kiya
Teri ulfat sanam.. sar ankhon par
Maine badle me pyar ke
Pyar diya hai , pyaar diya hai
Teri kushiyan aur Ghum sar ankhon par
Mere jeevan ki anmit kahani hai tu
Meri taqdir aur zindagani hai tu
Mere jivan ki anmit kahani hai tu
Meri taqdir aur zindagani hai tu
Liye firate hain sab se chhupaye huye
Liye firate hain sab se chhupaye huye
Teri tasveer ham sar aankhon par
Tujhe jeevan ki dor se
Bandh liya hai bandh liya hai
Tere zulm o sitam sar ankhon par
Chand sooraj bhi hai teri parchhayian
Tujhse raushan huyi dil ki gahrayian
Chand sooraj bhi hai teri parchhayian
Tujhse raushan huyi dil ki gahrayian
Tere chehre ki jhilmil se manzil mili
Ho tere chehre ki jhilmil se manzil mili
Aisi pyari poonam sar ankhon per
Maine badle me pyar ke
Pyar diya hai , pyar diya hai
Teri kushiyan aur Ghum sar aankhon par
Tujhe jeevan ki dor se
Bandh liya hai bandh liya hai
Tere zulm o sitam sar aankhon par
Tujhe jeevan ki dor se
Bandh liya hai bandh liya hai
Tere zulm o sitam sar aankhon par