Sawan ki ik bhooli
Bisri kahani
Wo pal wo lamhe
Aur aankho ka paani
Sawan ki ik bhooli
Bisri kahani
Wo pal wo lamhe
Aur aankho ka paani
Badal ke shoro mein
Baarish ki aahat
Bheege labo ki wo
Kanpkanpahat
Un lamho ko fir
Jeene ki
Fariyaad kar raha hoon
Iss baarish mein main
Bas tumko yaad
Kar raha hoon
Iss baarish mein main
Bas tumko yaad
Kar raha hoon
Un lamho ko fir
Jeene ki
Fariyaad kar raha hoon
Iss baarish mein main
Bas tumko yaad
Kar raha hoon
Iss baarish mein main
Bas tumko yaad
Kar raha hoon
Mann ko bhigoti
Alhad ye boondein
Ehsaas mein tere
Aankho ko moondein
Main bheegta hu
Chhupaanee ko aansu
Dikh jaayein na ye
Zamaane ke aansu
Teri baato se apne dil ko
Aabaad kar raha hoon
Iss baarish mein main
Bas tumko yaad
Kar raha hoon
Iss baarish mein main
Bas tumko yaad kar
Raha hoon
Khushbu liye aayi
Geeli hawayein
Kaano mein kisse
Tere gungunayein
Mera haath thaame
Mujhe takte rahna
Meri fikra mein raat
Bhar jagte rahna
Dekho zara ye
Ithlaate baadal
Kuchh iss kadar the
Hum dono pagal
Mujhe dil ki baatein
Batana hai tumko
Baarish mein kass ke
Bhigaana hai tumko
Un lamho ko fir jeene ki
Gariyaad kar rahi hoon
Iss baarish
Mein main bas
Tumko yaad
Kar rahi hoon
Iss baarish
Mein main bas
Tumko yaad
Kar rahi hoon
Iss baarish
Mein main bas
Tumko yaad kar
Raha hoon
Iss baarish
Mein main bas
Tumko yaad kar
Raha hoon