Raigaan hai wafa yahan
Raaigan...
Sayibaan, jo laga tha kabhi wo
faraib-e-nazar asmaan
Ab sharafat nahi
Yeh rivayat nahi baaki
Ho kisi ki qadar
Aesi aadat nahi baaki
Aesa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apna pan
Ehsaas ki raah chuni hai
...
Tarasti hain nigahain
Meri takti hain raahain teri
Sun kabhi aahain meri
Yeh kese main bataon
Tujhey soti nahi ankhain meri
kat-ti nahi raatain meri
K khuahishon pe khuabon ki barishain
azabon ki kahan gai dhoop mere hisse k sawabon ki
K dard bharey naalon pe kar karam sawalon pe
Q sitam hai tera tere chahney walon par
Tarasti hain nigahain
meri takti hain raahain teri chaihiye panah teri
Yeh kese main bataon tujhe
Soti nahi ankhain meri
Kat-ti nahi ratain meri
....
Dhal nahi jaatey
Pal nahi jaatey
Doobti hain sansain
Dil aese bhar jaatey
Jaatey hoye lamhon ko
Paas bulata hai
Thori si bhi doori dil
Seh nahi paata hai
Sab hain dikhavey
Jhootey behlavey
Ek hi qadam laaye
Sau sau pachtavey
Bekhabar tha zara par na tha bewafa
Yaaraa..
Sach tha yeh ghalat fehmi par khuab nahi jur paatet
Dukh detey jaan letey hain taras zara nahi khaatey
Sach tha yeh ghalat fehmi par khuab nahi jur paatet
Dukh detey jaan letey hain taras zara nahi khaatey
Tarasti hain nigahain
meri takti hain rahain teri sun kabhi aahain meri
Yeh kese main bataon
tujhey soti nahi ankhain meri kat-ti nahi raatain meri
Ki Khawaaishein pe khabon ki barishein
Azaabon ki kahaan kahin gayi
Dhoop mere hisse ke sawabon ki
Ki dard bhare naalon pe
Kar karam sawalon ke
Kyun sitam hai tera tere chaahne walon pe
Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apnaapan
Ehsaas ki raah chuni hai
Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apnaapan
Ehsaas ki raah chuni hai
Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apnaapan
Ehsaas ki raah chuni hai
Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai