Beqarar yeh dil tera
Pagal hai samjhe na
Beruhki to bahana hai
Ye baat kahi uljhe na
Ishq mein raahi manzil ko
Na pata hai na khota hai
Man chahaton ka anjam to
Bas yahi hota hain
Muskura ke na dekhiye
Aisa na ho dil sambhle na
Beruhki to bahana hai
Baat kahi uljhe na
Beqarar yeh dil tera
Pagal hai samjhe na
Kyu mohabbat par
Yaqeen nahi tumko
Kya lagti nahi
Haseen mai tumko
Parwah zamane ki
Kyu kar rahe ho
Kya dikhti hai
Mujhme kami tum ko
Bekarar ye dil tera
Hai pagal hai samjhe na
Tu jidhar jaye
Dekhe nazar tujhko
Roz chhup chhup kar
Mai dhoondta tujhko
Khud se ijazat kyu
Main chahta hu
Jane khuda se mai
Kya mangta hu
Ishq me ashiqon ka
Bas yahi kaam hota hai
Muskurahat par ye
Qissa tamam hota hai
Muskura ke na dekhiae
Aisa na ho dil sambhale na
Berukhi to bahana hai
Baat kahin uljhe na
Bekarar yeh dil tera
Paagal hai samjhe na