Tarasti hain nigahain meri takti hain
raahain teri sun kabhi aahain meri
Yeh kese main bataon tujhey soti nahi
ankhain meri kat-ti nahi raatain meri
K khuahishon pe khuabon ki barishain azabon ki
kahan gai dhoop mere hisse k sawabon ki
K dard bharey naalon pe kar karam sawalon pe
Q sitam hai tera tere chahney walon par
Tarasti hain nigahain meri takti hain
raahain teri chaihiye panah teri
Yeh kese main bataon tujhe
Soti nahi ankhain meri
Kat-ti nahi ratain meri

Aesa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apna pan ehsaas ki raah chuni hai
Aesa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apna pan ehsaas ki raah chuni hai
Aesa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apna pan ehsaas ki raah chuni hai