Na na na na oh na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana
Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
Na na na na na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana
Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
Chaahe kuch bhi kahe dil
Deewana dil ki baaton mein mujhe nahin aana
Chaahe kuch bhi kahe dil
Deewana dil ki baaton mein mujhe nahin aana
Na na na na na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko
Lagana mujhe saajan ke ghar nahin jaana
Main to ghoongat mein chal gayi chunri mujhse lipat gayi
Main to ghoongat mein chal gayi chunri mujhse lipat gayi
Neend na aaye mujhe jaag main jaaon kahin lup chup jaaon
Kahin bhaag mein jaaon
Kahan se aaye jaane kahan le
Jaaye yeh raasta anjaana
Chaahe kuch bhi kahe dil deewana
Dil ki baaton mein mujhe nahin aana
Na na na na na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana
Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
Main to jaadoo ki pudiya main to
Shishe ki gudiya
Main to jaadoo ki pudiya main to
Shishe ki gudiya
Root na jaaon kahin toot na jaaon
Chalo saath saheli main na jaaon akeli
Chup na rahoongi saajan se
Kahungi tu pass na aana
Chaahe kuch bhi kahe dil
Deewana dil ki baaton mein mujhe nahin aana
Na na na na na ji na na
Mehndi mehndi na mujhko lagana
Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
Mujhe saajan ke ghar nahin jaana
Tujhe saajan ke ghar hai jaana