menu-iconlogo
logo

Om Jai Jagadish Hare Short Slow

logo
Liedtext
Om Jai Jagadish Hare (short)

(INTRO)

Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

Bhakt jano ke sankat

Daas jano ke sankat

Kshan main door kare

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

Bhakt jano ke sankat

Daas jano ke sankat

Kshan main door kare

Om jai jagadish hare

Jo dhyaave phal paave

Dukh bin se man kaa

Swami dukh bin se man kaa

Sukh sampati ghar ave

Sukh sampati ghar ave

Kasht mite tan kaa

Om jai jagadish hare

Maat pita tum mere

Sharan kahoon kiski

Swami sharan kahoon kiski

Tum bin aur na dooja

Tum bin aur na dooja

Aas karoon jiski

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

Bhakt jano ke sankat

Daas jano ke sankat

Kshan main door kare

Om jai jagadish hare

By