menu-iconlogo
logo

Ye Dil Sun Raha Hai

logo
Lyrics
hmm hmm mmm mmm mmm mmm mmm mmm

aa aa aa aa aa aa

aa aa

ye dil sun raha hai

tere dil ki zubaan

ye dil sun raha hai

tere dil ki zubaan

aye mere hum nasheen

main wahaan tu jahaan

ye dil sun raha hai

tere dil ki zubaan

aaaa aaaa aaaa aaaa

meri sadaa mein bole tu

ye koi kya jaane

meri sadaa mein bole tu

ye koi kya jaane

geet mein hai saaz mein hai

tu hi tu nagma kahaan

ye dil sun raha hai

tere dil ki zubaan

ye dil sun raha hai

tere dil ki zubaan

aye mere hum nasheen

main wahaan tu jahaan

ye dil sun raha hai

tere dil ki zubaan

dard e muhabbat ke siva

main bhi kya tu bhi kya

dard e muhabbat ke siva

main bhi kya tu bhi kya

ye zameen hum aasmaan hum

ab humein jaana kahaan

jaana kahaan

ab humein jaana kahaan

jaana kahaan

aaaa aaaaaa aaaa

aaaaaa aaaa aaa