Ishq bhi kiya re maula..
Dard bhi diya re maula.
Oo.. oo oo.. oo oo.. oo oo..
Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha
Magar kuch reh gaya baaqi
Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya
Magar kuch reh gaya baaqi
Tu nahi dikha re maula
Sab nahin bika re maula
Aur jahaan ruka wahaan
Pe jaam hai khaali
(dam daram daram daram dah..
Dam daram daram daram dah..
Dam daram daram daram dah..
Ra re rah rah re e e) 2
Chaah ki kami mein tu hai
Aankh ki name mein tu hai
Aas mein tu
Pyaas mein tu
Saans mein tu..
Bewajah hansi mein tu hai
Jo dikhe usi mein tu hai
Ashq mein tu
Rashk mein tu
Jaan mein tu..
Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha
Magar kuch reh gaya baaqi
Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya
Magar kuch reh gaya baaqi
Tu nahi dikha re maula
Sab nahin bika re maula
Aur jahaan ruka wahaan
Pe jaam hai khaali
(dam daram daram daram dah..
Dam daram daram daram dah..
Dam daram daram daram dah..
Ra re rah rah re e e) 2
Zeest ki sacchayiyon se
Rooh ki gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se tu guzar zara
Zeest ki sacchayiyon se
Rooh ki gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se tu guzar zara
(dam daram daram daram dah..
Dam daram daram daram dah..
Dam daram daram daram dah..
Ra re rah rah re e e) 2