Hai jazba junoon
To himmat na haar (2)
Justojoo jo karey wo
chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
Apna ghar
Apni sar zameen
Sab kuch hai
Bas yaheen
Itna to hai hum ko yakeen
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justojoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
barhna hai agey har qadam
jub tak hai dum mai dum
barhna hai agey har qadam
jub tak hai dum mai dum
hogi kabhi himmat na kam
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justojoo jo karey woh
Chuay asmaan
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humar
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humar
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humar