Apne karam ki kar adaayein...
Yaara, yaaraa… yaara!...
Mujhko iraade de
Kasamein de, waade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
Dil ko thikaane de
Naye bahaane de
Khaabon ki baarishon ko
Mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein...
Kar de idhar bhi tu nigaahein...
Sun raha hai naa tu..
Ro raha hun main..
Sun raha hai naa tu..
Kyun ro raha hun main
Sun raha hai naa tu..
Ro raha hun main..
Sun raha hai naa tu..
Kyun ro raha hun main...
Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Itni si iltejaa
Ye meri zamanat hai..
Tu meri amaanat hai haan…
Apne karam ki kar adayein..
Kar de idhar bhi tu nigaahein..
Sun raha hai naa tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main..
Waqt bhi thehara hai
Kaise kyun ye huaa..
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaa..
Tu rooh ki raahat hai..
Tu meri ibaadat hai..
Apne karam ki kar adaayein...
Kar de idhar bhi tu nigaahein...
Sun raha hai naa tu..
Ro raha hoon main..
Sun raha hai naa tu...
Kyun ro raha hun main
Sun raha hai naa tu..
Ro raha hun main..
Sun raha hai naa tu...
Kyun ro raha hun main
Yaaraa….