Khuda ki karishma mein agar raat na hoti
To khwabo mein bhi apse mulakat na hoti
Ye dil to har baat ki wajeh hai
Ye dil to har baat ki wajeh hai
Ye dil na hota to koi baat na hoti
Tum paas aaye yun muskuraye
Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Aaj ki ye sham itni suhani na hoti
Har chahat ke piche koi kahani na hoti
Kuch to asar jarur hota hai pyar mein
Kuch to asar jarur hota hai pyar mein
Varna gori radha savali sham ki diwaani na hoti
Na jaane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahin hai kya pyaas hai
Kya nasha is pyaar ka
Mujh pe sanam chhane laga
Koi na jaane kyon chain khota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya rang laayi meri dua
Yeh ishq jaane kaise hua
Bechainiyon mein chain
Na jaane kyon aane laga
Tanhayi mein dil yaadein sanjota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil, jaage na sota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai
Kya karun haaye kuch kuch hota hai