Start
Music
Aadatan tumne kar diye (stretch) wade
Aadatan tumne kar diye wade
Aadatan humne aitbaar kiya
Aadatan tumne kar diye wade
Aadatan humne aitbaar kiya
Aadatan tumne
Music
Teri rahon mein baaraha ruk kar
Teri rahon mein baaraha ruk kar
Humne apna hee intezaar kiya
Aadatan tumne kar diye wade
Aadatan humne aitbaar kiya
Aadatan tumne
Music
Ab na maangenge Zindagi yar ab
Ab na maangenge Zindagi yar ab
Ye gunaah hamne ek baar kiya
Aadatan tumne kar diye wade
Aadatan tumne kar diye wade
Aadatan humne aitbaar kiya
Aadatan tumne
End