Dil mera hai naasamajh kithna
Besabar ye bevaqoof badaa
Chaahata hai kithna tuje
Khud magar nahin jaan sakaa
Is dard-a/e-dil kee sifarish
Ab kar de koyi yahaan
Ke mil jae ise vo baarish
Jo bhigaa de pooree tarah
Is dard-a/e-dil kee sifarish
Ab kar de koyi yahaan
Ke mil jae ise vo baarish
Jo bhigaa de pooree tarah ha...!
Kya hua asar tere saath rah kar na jaane
Ke hosh muje na raha
Lafz mere the jubaan pe aake ruke
Par ho na sake vo bayaan
Dhadakan tera hee naam jo le
Aankhen bhee paigaam ye de
Teri nazar ka hee ye asar hai, mujhpe jo hua
Is dard-a/e-dil kee sifarish
Ab kar de koyi yahaan
Ke mil jae ise vo baarish
Jo bhigaa de pooree tarah
Is dard-a/e-dil kee sifarish
Ab kar de koyi yahaan
Ke mil jae ise vo baarish
Jo bhigaa de pooree tarah ha...!
Too jo milaa to zindagi hai badali
Main pooraa naya ho gaya
Hai be asar duniyaa kee baathen badi
Ab teri sunuun main sada
Milne ko tujhse bahaane karoon
Too muskuraaye vajah main banoon
Rose bitaana saath mein tere, saara din mera
Is dard-a/e-dil dil kee sifarish.
Ab kar de koyi yahaan
Ke mil jae ise vo baarish
Jo bhigaa de pooree tarah
Is dard-a/e-dil kee sifarish
Ab kar de koyi yahaan
Ke mil jae ise vo baarish
Jo bhigaa de pooree tarah ha...!
Is dard-a/e-dil kee sifarish
Ab kar de koyi yahaan
Ke mil jae ise vo baarish
Jo bhigaa de pooree tarah ha...!
Is dard-a/e-dil kee sifarish
Ab kar de koyi yahaan
Ke mil jae ise vo baarish
Jo bhigaa de pooree tarah ha...!