Kya baat batayen hum tanha hi marte hain
Tere bin jine ki koshish karte hain
Kya baat batayen hum tanha hi marte hain
Tere bin jine ki koshish karte hain
Tum jinke the kabhi na kadar ko uski jaana
Chhodo bhi ab humein band karo satana
Tum jinke the kabhi na kadar ko uski jaana
Chhodo bhi ab humein band karo satana
Ro-ro kar bas humne lamhen bita diye
Tere aansu bhi humko ab khajar lagte hain
Kya baat batayen hum tanha hi marte hain
Tere bin jine ki koshish karte hain
Meri har raat da koi hisab de dena
Jad ghut-ghut ke yaar tenu yaad kara main
O jad ghut-ghut ke yaar tenu yaad kara main
Main naal c tere jado naal c mere
Phir tainu har bar kyun jawab karan main
Phir tainu har bar kyun jawab karan main
Itni mohabbat thi tumhe humse yun jaani
Tum jism samjhte the hum ishq samjhte hain
Kya baat batayen hum tanha hi marte hain
Tere bin jine ki koshish karte hain
Wo kaun hai tujhse poochti meri baat bari-bari
O mera naam luta baithi main tujhpe ho kai vari
O mera naam luta baithi main tujhpe ho kai vari
Jab teri na hui unke bhi honge kya
Tum wada karte ho hum mohabbat karte hain
Kya baat batayen hum tanha hi marte hain
Tere bin jine ki koshish karte hain
O itni na karo fariyad ki jag chhodna padd jaye
Teri yaadon se bhi muh modna padd jaye
Itni na karo fariyad ki jag chhodna padd jaye
Teri yaadon se bhi muh modna padd jaye
Humein jo kehna tha keh diya, tumse milne se darte hain
Teri yaadon ab bhi hum bas panne bharte hain
Tum ab to chale gaye ho mere aansuon se pucho
Haan hum tumse ab bhi mohabbat karte hain
Mohabbat karte hain