menu-iconlogo
logo

Kaho Na Kaho - Lofi Mix (From "Murder")

logo
Lyrics
(Kaho Na Kaho - Murder) Kaho

Na kaho yeh aankhen bolti hai O

Sanam, o sanam ... o mere sanam

Mohabbat ke safar mein yeh sahara

Hai Wafa ke sahilon ka yeh kinara hai

Kaho na kaho yeh aankhen bolti hai O

Sanam, o sanam ... o mere sanam Mohabbat

Ke safar mein yeh sahara hai Wafa ke sahilon

Ka yeh kinara hai Baadalon se oonchi udaan

Unki Sabse alag pehchan unki Unse hai pyar

Ki kahani mansoob Aati jaati saanson ki rawani

Mansoob Baadalon se oonchi udaan unki Sabse

Alag pehchan unki Unse hai pyar ki kahani

Mansoob Aati jaati saanson ki rawani mansoob

(Arabic verse) Kaho na kaho yeh aankhen

Bolti hai O sanam, o sanam ... o mere sanam

Mohabbat ke safar mein tu hamara hai Andhere

Raaston ka tu sitara hai (Arabic verse) Tu hi jeene

Ka sahara hai Meri maujon ka kinara hai Mere liye

Yeh jahaan hai tu Tujhe mere dil ne pukara hai Hey

Hey ... hey ... hey Hey ... hey ... hey ... hey Kaho na kaho

Yeh saansein bolti hai O sanam, o sanam ... o

Mere sanam Labon pe naam tere bas hamara ha

I Yeh tera dil bhi jaana ab hamara hai Kaho na kaho

Yeh aankhen bolti hai O sanam, o sanam ... o mere

Sanam Mohabbat ke safar mein yeh sahara hai Wafa

Ke sahilon ka yeh kinara hai Khwaabon mein tujhko

Sanwara hai Jazbon mein apne utaara hai Meri yeh

Aankhen jidhar dekhen Tera hi tera nazara hai Khwaabon

Mein tujhko sanwara hai Jazbon mein apne utaara hai

Meri yeh aankhen jidhar dekhen Tera hi tera nazara hai

Khwaabon mein tujhko sanwara hai Jazbon mein apne

Utaara hai Meri yeh aankhen jidhar dekhen Tera hi tera

Nazara hai Khwaabon mein tujhko sanwara hai Jazbon

Mein apne utaara hai Meri yeh aankhen jidhar dekhen

Tera hi tera nazara hai

Kaho Na Kaho - Lofi Mix (From "Murder") by Goldie Khristi/Naresh Narayan - Lyrics & Covers