Deewani main shyaam ki Murli ke taan ki
Deewani main shyaam ki Murli ke taan ki
Baaji jo muraliya aisi Sudh nahi pran ki
Bhayo re bhayo re bhayo re...
Shyam rang man bhayo Shyam rang man bhayo
Shyam tan man Chayo Shyam rang
Shyam rang man bhayo mere Shyam rang man bhayo
Shyam piya ki ban ke joganiya Rang gayi us rang mein
Jag sansar nigoda lage Shyam base ang mein
Radha ke sang mein
Mastani main shyam ki Radhe krishna naam ki
Surat Mere ghanshyam ki
Bhayo re bhayo re bhayo re...
Shyam rang man bhayo Shyam rang man bhayo
Shyam tan man Chayo Shyam rang
Shyam rang man bhayo mere Shyam rang man bhayo
Shyam hi tan mein Shyam hi man mein Shyam hi jeevan mein
Shyam ki dhun mein Cham cham naachu Baawariya ban ke
Payaliya khan ke
Matwari main shyam ki Mala hari naam ki
Gale mein viraju jaise Jhata gunj mal ki
Bhayo re bhayo re bhayo re...
Shyam rang man bhayo Shyam rang man bhayo
Shyam tan man
Shyam rang man bhayo mere Shyam rang man bhayo
Yaad mein teri o saawariya Din beete aur rain
Pyas bujhegi kab is man ki Kab aayega chain
Barsat tum bin nain
Shyam mera yaar hai Shyam dildaar hai
Aandhi kisi lakri ka Shyam aadhar hai
Bhayo re bhayo re bhayo re...
Shyam rang man bhayo Shyam rang man bhayo
Shyam tan man Chayo Shyam rang
Shyam rang man bhayo mere Shyam rang man bhayo
Na jap janu Na tap janu Na bhakti ka mol
Mere giridhar main Giridhar ki baat Jaya anmol
Saawariya Kuchh bol
Saaware ka saath hai Saaware ka haath hai
Mere sa deen koi Wo deeno ka naath hai
Bhayo re bhayo re bhayo re...
Shyam rang man bhayo
Shyam tan man Chayo
Shyam rang man bhayo mere Shyam rang man bhayo