Ji Lenge Sarkar Teri Sarkari Mein
Ji Lenge Sarkar Teri Sarkari Mein
Hame Rakhlena Shri Shyam Teri Darbari Mein

Tera Rutba Tera Nazara Do Jaha Se Nyara Hai

Dilbar Mere Tumsa Naa Koi
Dilbar Mere Tumsa Naa Koi
Lagta Mujhko Pyara Hai
Dilbar Mere Tumsa Naa Koi Lagta Mujhko Pyara Hai
Aagaya Mujhko Maja Teri Yaari Mein
Aagaya Mujhko Maja Teri Yaari Mein
Hame Rakhlena Shri Shyam Teri Darbari Mein
Hame Rakhlena Shri Shyam Teri Darbari Mein
Hukum Jo bhi Karde Baba Kaam Vaisa Hi Karu

Tere Liya Agar Marana Pade To
Tere Liya Agar Marana Pade To
Tere Dar Per Hi Maru
Tere Liya Agar Marana Pade To, Tere Dar Per Hi Maru
Kya Rakha Hai Aisi Riste Daari Mein
Kya Rakha Hai Aisi Riste Daari Mein
Hame Rakhlena Shri Shyam Teri Darbari Mein
Hame Rakhlena Shri Shyam Teri Darbari Mein
Teri Leela Tere Bhajano Ko Sada Gaati Rahu

Aisi Kripa Karde Baba
Aisi Kripa Karde Baba
Darr Tere Aati Rahu
Aisi Kripa Karde Baba, Darr Tere Aati Rahu
Kya Karu Ban Jau Teri Pyari Mai
Kya Karu Ban Jau Teri Pyari Mai
Hame Rakh lena Shri Shyam Teri Darbari Mein

Teri Kripa Ho Jaye Agar Jag Mein Tera Naam Karu

Dena Itni Shakti Baba
Dena Itni Shakti Baba
Aafato Se Naa Daru...
Dena Itni Shakti Baba, Aafato Se Naa Daru
Shyam Naam Om Karde Duniya Saari Mein
Shyam Naam Om Karde Duniya Saari Mein
Hame Rakh lena Shri Shyam Teri Darbari Mein
Hame Rakh lena Shri Shyam Teri Darbari Mein
Hame Rakh lena Shri Shyam Teri Darbari Mein
Hame Rakh lena Shri Shyam Teri Darbari Mein.