Kya yehi pyaar hai
Haan, yehi pyaar hai
Ho...dil tere bin kahin lagta nahin
waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai
ha..haan..haan yehi pyaar hai
Ho, dil tere bin kahin lagta nahin
waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai
Haan.. yehi pyaar hai
MUSIC
Pehle... main samajha
kuch aur wajah in baaton ki
Lekin ab jaanaa
kahaan neend gayi meri raaton ki
Jaagti rehti hoon main bhi
chaand nikalta nahin ohh
Dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai
Bolo, bolo na
Haan, yehi pyaar hai
Kaise... bhuloongi
tu yaad hamesha aayega
Tere jaane se, jeena mushkil ho jayega
Ab kuch bhi ho dil pe koi
Zor to chalta nahin
Dil tere bin kahin lagta nahin
waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai
Haan..haan yehi pyaar hai