menu-iconlogo
logo

Goodbye Lekhak

logo
avatar
Lekhaklogo
𓂋⃝°ℝᴀᴀ𝕫⚡𝔻ɪꪜɪɴᴇ-ﮩ🫀ﮩ٨♪logo
Sing in App
Lyrics

​[Chorus]

Main maanta hoon main nashe mein hoon (Nashe mein hoon)

par bin piye main kaise ye kahoon (Kaise ye kahoon) ke kitna tumse pyaar hai

Main maanta hoon main nashe mein hoon,

par bin piye main kaise ye kahoon (Kaise ye kahoon) ke jaana padega shayad mujhe tumse door (Tumse door)

[Verse]

Jab pehli baari hum mil rahe the

Phool bagichon ke ye kaise khil gaye the

Wo aankhein churaana, wo tera sharmaana, yaad hai mujhe

Tu zindagi bani thi zindagi mein

Jo zindagi mili to zindagi ko di hai

Tujhe hi to chaha, tujhe hi to manga tha maine

Ab ja raha hoon main jo tumse door

Tum acche ho, main bura hoon itna kyun?

Chaho kabhi thoda mujhe tum kabhi

Ab jaate jaatе vaada karte jaana ke bhool jaoge,

na gaogе ye gaana

Na aansu bahana, sada muskurana hai tumhein

Main kaafi zyada door ja raha hoon

Tum kho jaoge itna dhoondh bhi na paaoon

To peeche na aana kisi bhi bahaane se mere

[Bridge]

To aaj bata doon o yaar main tumko

ke aaj bhi karta hoon pyaar main tumse

to aao gale to milo aur jaane bhi do

[Outro]

Main maanta hoon main nashe mein hoon,

par bin piye main kaise ye kahoon

ke kitna tumse pyaar hai

Ke kitna tumse pyaar hai

Goodbye