abhi alvida mat kaho dosto
naa jaane kahan phir
mulaqaat ho
naa jaane kahan phir
mulaqaat ho
beete huye lamhon
ki kasak saath to hogi
beete huye lamhon
ki kasak saath to hogi
khwabon hi mein ho chahe
mulaqaat to hogi
beete huye lamhon
ki kasak saath to hogi
khwabon hi mein ho chahe
mulaqaat to hogi
beete huye lamhon
ki kasak saath to hogi
ye pyar mein doobi huyi
rangeen fazayen
ye pyar mein doobi huyi
rangeen fazayen
ye chehre ye nazren
ye java rutt ye hawaayen
hum jaayen kahin inki
mahek saath to hogi
hum jaayen kahin inki
mahek saath to hogi
beete huye lamhon
ki kasak saath to hogi
khwabon hi mein ho chahe
mulaqaat to hogi
phoolon ki tarha dil mein
basaye huye rakhna
phoolon ki tarha dil mein
basaye huye rakhna
yaadon ke cheragon ko
jalaye huye rakhna
lamba hai safar iss mein
kahin raat to hogi
lamba hai safar iss mein
kahin raat to hogi
khwabon hi mein ho chahe
mulaqaat to hogi
beete huye lamhon
ki kasak saath to hogi
ye saath guzare huye
lamhaat ki daulat
ye saath guzare huye
lamhaat ki daulat
jazbaat ki daulat
ye khayalat ki daulat
kuchh paas na ho paas ye
saugaat to hogi
kuchh paas na ho paas ye
saugaat to hogi
beete huye lamhon
ki kasak saath to hogi
khwabon hi mein ho chahe
mulaqaat to hogi
beete huye lamhon
ki kasak saath to hogi
beete huye lamhon
ki kasak saath to hogi