Pyaar hua iqaraar hua hai
Pyaar se phir kyon darta hai dil
Pyaar hua iqaraar hua hai
Pyaar se phir kyon darta hai dil
Kehata hai dil rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Kehata hai dil rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Pyaar hua iqaraar hua hai
Pyaar se phir kyon darta hai dil
Kehata hai dil rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Pyaar hua iqaraar hua hai (F:aa..aa..)
Pyaar se phir kyon darta hai dil(F:aa.a)
Kaho ki apani Preet ka
Geet ka Badalega kabhi
Tum bhi kaho is Raah ka
meet naa Badalega kabhi
Pyaar jo tuta pyaar Jo chuta
chand naa Chamakega kabhi
Aahaa haa aahaa haa aa Aaaa
Pyaar hua iqaraar hua hai
Pyaar se phir kyo darta hai dil
Kehata hai dil rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Pyaar hua iqaraar hua hai (F:aa..aa..)
Raate daso dishaao se
Rahegi apani kahaniyaan
Preet hamaare pyaar ke
Doharaaegi jawaniya
Mai na rahugi tum na rahoge
Phir bhi rahegi nishaaniyaan
Pyaar hua iqaraar hua hai
Pyaar se phir kyo darta hai dil
Kehata hai dil rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Kehata hai dil rasta mushkil
Maalum nahi hai kaha manzil
Pyaar hua iqaraar hua hai (F:aa..aa..)
Pyaar se phir kyon darta hai dil(F:aa.a)