menu-iconlogo
logo

Khamoshi

logo
Lyrics
Kuch to tu bhi keh de khamoshi teri

Aati hai toofan leke kashti ko

Kinaare de dooba de ya phir tu mujhe teri

Panaah leke jo

Lautegi tu intezaar dede raatein kat

Ti nahi din mein imtehaan lete ye mere

Haal pe dil ki tujhe zimedaar

Dete ke bekhabar main zinda hu tere

Hi aasre pe to faslon se

Ye mohabbat kabhi kam

Na hogi luta dun khud ko

Vaadon pe to phir kasar kya hogi asar

Na hogi koi dawa bhi mujh deewaane pe gavah

Hai raaten tere bin

Jo ab baarishon mein ab main

Jhoomoon

Kaise basa tu aankhon mein to aankhon ko main

Choomoon kaise haath kaape mere chhoo loon

Kaise sabak jo sikhe tujhse unko ab

Main bhooloon kaise

Chalte aashiq

Jab jaake banta hai kaajal tera dil yeh dafan

Ka fan bana liya hai aanchal tera rota hai

Badal rutha

Betha mujhse saavan mera zulfon ko

Choona chahta phir se teri

Pagal keh raha tu behti nadi si hoon ruka hua

Main par tu mukammal si

Aur toota hua main na tere

Aage koi wajood hai mera khazane si hai tu

Loota hua main hoon gham

Bhulane ko dete

Sharab kholke par peena tere haath

Se tu de zeher ko ghol ke kyun

Iski aankhein yaad kyun chehra na

Bhul paate mujhe deni jaan aisi meri roz

Sabko chhod de karvaton ka hisaab kar

Ke baitha main raazdaar raaz tere

Hoon chhupa ke rehta agar tu hai

Mujhe kisi ki parchaigi

Mai baat tere

Khud ke fal se juda hun rehta kuch to kehja

Kuch to tu bhi keh de khamoshi

Teri aati hai toofaan leke kashti ko kinaare

De dooba de ya phir toh mujhe

Teri panaah mein leke jo lautegi tu intezaar

Dete raatein kat ti nahi

Din mein intehaan

Lete mere haal pe dil ki tujhe zimedaar

Dete yeh bekhabar main zinda hu

Tere hi aasre pe ab seene mein

Saansein kama ke namm mahaul

Dasi ka lagaya karein bahein

Teri bani fanda faasi ka mohabbat meri

Baakiza kardi tujhpe thi jaan

Nisaar phir dafan kiya tune khadi

Karke beeti tere deedar

Mai hu tarsa beta mai banda

Tera khuda mujhse ab ye parda kaisa hu nafrat

Chhod mohabbat ka mujhe karza deja mai karza

Leke tujhse tera hi hu sabka

Deta hawayein jaanti hai saansein

Tere naam ki lautega tu zarur tabhi si rehta

Apni dhaam nahi chahiye rani rani

Aafreen haquito se thi

Aadam andhera chaaro hor zindagi

Mai jo tu paas

Nahi hain kitabo se baate karu mai

Tera naam leke badle mai aate

Na kuch jawab likhe wepan mai fir faad

Dete aasaan na ishq ab ye sab meri misaal

Dete dariya tu mai dooba tu

Aakho mai ghume aag leke tu mere

Lafzo mai basi jaise ki shayari tu

Meri thi bas kare kisi mehfil

Mai na gaayu zindagi bhar ab tu hai zamane ki

Toh likhe ab kya fayda har

Zuban pe tu

Tujhse ab shuru hai har shayara ab

Teri galiyon mein thikana kar

Liya par tune jaake

Yahan se galiyon ko viraana kar

Diya hai aankhon se moti ka khazana bhar liya

Tujhe paimane

Se deewane ne maikhana kar diya hai kuch

Toh tu bhi

Keh de khamoshi teri aankhein hai toofan

Leke kashti ko kinaare

De dooba

De ya phir tu mujhe teri panaah mein leke

Jo lautegi

Tu intezaar dede raatein kat ti nahi

Din bhi intehaan

Lete yeh mere haal dil ki tujhe zimmedar

Kehte yeh bekhabar main zinda

Hu tere hi aas lete kuchh kariye

Two point zero

Bas bas bada bode abb kuchh kariye

Khamoshi by munawar faruqui - Lyrics & Covers