menu-iconlogo
logo

Khawab

logo
Lyrics
Unn lover loota har

Baar par wo seekhta nahi hai gunehvat toota

Kai baar toota dikhta nahi hai nasib

Me likh diye hai dard likhne wale

Ne munafa jaisa kagazo pe dard fir bhi

Koi likhta nahi hai soche haara itni baar fir

Bhi rukta nahi hai bejuh dard ke imaan

Mujhse

Bikta nahi hai rooth baitha yaha dekh khud ke saye

Se karde maaf kya afsos tujhko dikhta nahi hai

Girke jaata nahi girke jaata nahi

Jau kahan ek waqt tha main rota tha kamar pe baith

Ek waqt main na raatein kaati khali

Pet andhere dekhe par hara na

Umeed main aaj waqt dekhna bana ke baitha sabka

Seth mashoor naam

Mera khud se hi anjaan mai kasoor war aisa khud ki

Le lu jaan mai wo din

The behtar jab sota tha mai khali

Pet aaj bade ghar me khaata hu akele baith

Nahi yaad kab mai soya tha sukoon se tanha maange bande

Likhta hu mai

Khoon se khud se rootha itna

Toota mai hu jhoota aaj mehfilo me me

Milunga sabse jhoom ke de de neend

Mujhe asar nahi dawao me thaka

Hu duniya se tu le mujhe panaho

Me basa raha khuda aaj mujhpe itni rehmat kyu badnasib fir bhi

Doobta gunaho

Me laga hua yu dekh duniya ko hasan mai likhu mai

Shayari dard ke fasane pe bhale hi aate

Hain hazaro meri mahfil me ye bheed chahiye mujhe mere

O number rota har

Baar par wo seekhta nahi hai o number toota

Kai baar toota dikhta nahi hai nasib me likh diye

Hai dard likhne wale ne munafa jesa

Kagazo pe dard fir bhi koi

Likhta nahi hai

Soche haara itni baar fir bhi rukta nahi hai bejuh dard

Ke imaan mujhse bikta nahi hai

Rooth

Baitha yaha dekh khud ke saye se karde maaf kya afsos

Mere aane pe chhupate ye ha

Dar se chehra sare matlabi hai aas pas yakeen se

Gehra sharam se doobenge sare kalam

Se meri aaj pita ek baal ka likhta samundar se

Gehra mehnat hai meri to fal me inko kyu

Du rehmat ka teri tolayak me khud ko

Yakin he nahi jo

Mai la khuda tere dar se yaqeen hai dua ke badle ye sab kar raha

Tu jhumte haath hai ye banke ye mureed saare chunte

Saath ye sunke mera sher saare der

Saare jo khade the khilaf mere aaya sher ab

Bhaagenge ye bhed saare

Gurur nahi mai sar jhuka ke chalta hu ghoor nahi

Mai bando se nahi darta hu dushmano ko

Khush kardo deke ye khabar zinda baahar mai andar roz

Marta hu nikla leke kandhe pe kitne bojh

Mere sadqe jaan ke nikalte hai roz

Mere utara gya tha zaleel karke sej se

Aaj fan fans chal lagte hai shows mere

Jal rahe hai kaghaz

Dekh meri likhai ko dard leke larta

Jaise koi sipahi ho me bolu kaise

Wo bhukhe maa ki

Siskiya uske baad nhi aj sukoon se ek roti khaye ho me

Shayar jo sher saare sawar rakhta me hu

Wo marz jo khud ki hi dawa rakhta

Dava hai meri sajde mein khud

Ko heel karta gawa hai khuda mera kaise

Sabse deal karta khada

Bulandi pe khuda ka lakh shukar

Karun amal khaas nahi to aankhein rakh

Fikar karo usko pasand hai shayad

Mera tootna musibat bhejta hai taaki uska zikar karo

One thousand nine hundred

And ninety five nine seventy two one

Hundred one hundred one hundred one hundred one

Hundred one hundred one hundred and one

Afsos tujhko dikhta nahi hai afsos dikhta nahi

Dard likhta nahi