Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hai
Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hai
Wohi aag seene
mein phir jal padi hai
Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hai
Kuchh aise hi din the
woh jab hum mile the
Chaman mein nahi phool
dil mein khile the
Wohi to hai mausam magar rut nahin woh
Mere saath barsaat bhi ro padi hai
Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hai
Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hai