Nigahon ne chheda hai
Dil ka taraana
Nigahon ne chheda hai
Dil ka taraana
Sun kar kahin naa tum
Bura maan jaana
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Nigahon ne chheda hai
Dil ka taraana
Sun kar kahin naa tum
Bura maan jaana
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Nigahon ne chheda hai
Dil ka taraana
Dil ki baaten aankhon se kya
Honthon se bolo sajna
Ho dil ki baaten aankhon se kya
Honthon se bolo sajna
O yun hai ki mujhko
Pyaar tumse ho gaya
Hai bas yahi kehna
Ho hai bas yahi kehna
O jaane jaana
Hai bas yahi kehna
O jaane jaana
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Nigahon ne chheda hai
Dil ka taraana
Aa ha aa haa aa
Aaaaaaaa aaaaaa
Ho dil ki haalat kaise dikhaun
Socha hi karta tha jatan
Ho aankhon mein ab to
Rehne lagi hai
Soorat tumhaari jaaneman
Ras ki bheegi inn aankhon mein
Aa main doob ke reh jaaun
Ho ras ki bheegi inn aankhon mein
Aa main doob ke reh jaaun
Ho main bhi yeh chahun
Aaj tere pyaar ke
Toofaan mein beh jaaun
Ho toofaan mein beh jaaun
Dekhe zamaana
Toofaan mein beh jaaun
Dekhe zamaana
Ke maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Nigahon ne chheda hai
Dil ka taraana
Jaise ab hai waise kya tu
Kal bhi mujhko chahega
Ho jaise ab hai waise
Kya tu kal bhi mujhko chahega
Ho jo aaj tujhko
Ye dilojaan de chuka
Kaise na chahega
Ho chahega chahega
Kal bhi diwaana
Chahega chahega
Kal bhi deewaana
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Nigahon ne chheda hai
Dil ka taraana
Sun kar kahin naa tum
Bura maan jaana
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Ho maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Ho maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Ho maine kiya hai pyaar
Pehli baar
Ho maine kiya hai pyaar
Pehli baar