Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai
Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai
Wahi aag sine mein phir jal padi hai
Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai
Kuch aise hi din the wo jab hum mile the
Chaman mein nahin phool
Dil mein khile the
Wohi to hai mausam magar rut nahi wo
Mere saath barsat bhi ro padi hai
Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai
Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai
The Gambler
Koi kash dil pe zara hath rakh de
Mere dil ke tukdoon ko ek saath rakh de
Magar ye hai khwabon khayalon ki baatein
Kabhi toot kar cheez koi judi hai
Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai
Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai
Wahi aag sine mein phir jal padi hai
Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai